Song : : Kuch na Kaho
Singer : : Sanam
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho -
2 Kya kehna hai, kya sunna hai Mujhko pata hai,
tumko pata hai Samay ka yeh pal tham sa gaya hai
Aur is pal mein koi nahin hai Bas ek main hoon,
bas ek tum ho Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
(Kitne gehre halke, shyaam ke rang hai chhalke Parvat se yun utre baadal jaise aanchal dhalke) -
2 Aur is pal mein koi nahin hai Bas ek main hoon, bas ek tum ho Kuch na kaho,
kuch bhi na kaho (Sulgi sulgi saansein, baheki baheki dhadkan Maheke maheke shyaam ke saaye, pighle pighle tan mann) -
2 Aur is pal mein koi nahin hai Bas ek main hoon,
bas ek tum ho Kuch na kaho, kuch bhi na kaho Kya kehna hai,
kya sunna hai Mujhko pata hai
, tumko pata hai Samay ka yeh pal tham sa gaya hai
Aur is pal mein koi nahin hai Bas ek main hoon, bas ek tum ho Kuch na kaho,
kuch bhi na kaho
No comments:
Post a Comment