Monday 19 May 2014

Piya Ke Bazaar Mein Full Song- Humshakals(2014)

Song : : Piya Ke Bazaar Mein

Movie : : Humshakals

Singers : : Himesh Reshammiya

Music : : Himesh Reshammiya

Lyrics : : Shabbir Ahammed



Piya Ke Bazaar Mein Mp4 Hd 720p Video : : : : : : Download Here(36 Mb)

Piya Ke Bazaar Mein Mp3 Song : : : : : : Download Here


By God teri seva karenge
(Ho meri Bullo Rani)
By God badi hit rahegi
(Teri meri prem kahani)
By God mere liye tu aaja
(Aaja re, aaja re, aaja re aaja)
By God dil tod ke naa jaa
(Na ja re, na ja re, na ja re, na ja)

Aise kaise de dun dil tujhko yaar
Bada mehanga padega Yeh mera pyaar
Jaa re jaa jaa..
Aaja aaja, aaja aaja, Piya ke Bazaar mein
Aaja aaja, ho aaja aaja, Piya ke Bazaar mein
Aaja aaja..

Kyun afsane naye roz tu ijaad kare
Kyun chain-o-sukun tera yahan barbad kare
Mera chain hai tu, sukoon bhi tu
Shaam hote hi yeh dil teri gali yaad kare

Aise kaise de dun dil tujhko yaar
Bada mehanga padega yeh mera pyaar
Jaa re jaa jaa..
Aaja aaja.. aaja aaja Piya ke bazar mein
Aaja aaja.. ho aaja aaja Piya ke bazar mein
Aaja aaja..

Scooty se nahi to Car se aaja
Saat samundar paar se aaja
Dil yeh pukaare tu pyaar se aaja
Aaja re, aaja re aa...



No comments:

Post a Comment